Dheere Dheere Se Meri Zindagi Mein Aana | धीरे धीरे से मेरी ज़िन्दगी में आना | Lyrics in HINDI AND ENGLISH - Kumar Sanu
Details: 👇
- Movie / फिल्म : Aashiqui
- Song/ गीत : Dheere Dheere Se Meri Zindagi Mein Aana
- Lyricist / गीतकार : Rani Malik
- Music /संगीत : Nadeem Shravan
- Singer / गायक : Kumar Sanu, Anuradha Paudwal
- Release Date / रिलीज़ की तारीख : 1990
- Director / निदेशक : Mahesh Bhatt
- Label / लेबल : T-Series
- Cast / कलाकार : Rahul Roy, Anu Agarwal
Dheere Dheere Se Meri Zindagi Mein Aana Hindi and English lyrics from Aashiqui (1990) sung by Kumar Sanu and Anuradh Paudwal. This romantic song is written by Rani Malik and music composed by Nadeem-Shravan. Starring Rahul Roy, Anu Aggarwal & Deepak Tijori in lead roles. Music label T-Series.
Song Lyrics : Dheere Dheere Se Meri Zindagi Mein Aana. Hindi and English.Aashiqui
Male : धीरे धीरे से मेरी ज़िन्दगी में आना
धीरे धीरे से दिल को चुराना
तुमसे प्यार हमें है कितना जान-ए-जाना
तुमसे मिलकर तुमको है बताना
2
Female : हो धीरे धीरे से मेरी ज़िन्दगी में आना
धीरे धीरे से दिल को चुराना
तुमसे प्यार हमें है कितना जान-ए-जाना
तुमसे मिलकर तुमको है बताना
3
Male : जबसे तुझे देखा दिल को कहीं आराम नहीं
मेरे होठों पे एक तेरे सिवा कोई नाम नहीं
4
Female : अपना भी हाल तुम्हारे जैसा है साजन
बस याद तुझे करते हैं और कोई काम नहीं
5
Male : बन गया हूँ मैं तेरा दीवाना
धीरे धीरे से दिल को चुराना
6
Female : हो धीरे धीरे से मेरी ज़िन्दगी में आना
धीरे धीरे से दिल को चुराना
7
Female : तूने भी अक्सर मुझको जगाया रातों में
और नींद चुरायी मीठी मीठी बातों में
8
Male : तूने भी बेशक़ मुझे कितना तड़पाया
फिर भी तेरी हर एक अदा पे प्यार आया
Male : आजा आजा अब कैसा शर्माना
धीरे धीरे से दिल को चुराना
9
Female : हो धीरे धीरे से मेरी ज़िन्दगी में आना...
धीरे धीरे से दिल को चुराना...
10
Male : तुमसे प्यार हमें है कितना जान-ए-जाना...
तुमसे मिलकर तुमको है बताना....
11
Male : धीरे धीरे से मेरी ज़िन्दगी में आना....
Female : धीरे धीरे से दिल को चुराना....
⚪⚪⚪⚪⚪⚪⚪⚪⚪⚪⚪⚪
Male : Dheere-dheere se meri zindagi me aana Dheere-dheere se dil ko churana Tum se pyar hame hai kitna jan-e-janaTum se milkar tum ko hai batana
Female : Ho.. Dheere-dheere se meri zindagi me aana Dheere-dheere se dil ko churana Tum se pyar hame hai kitna jan-e-jana Tum se milkar tum ko hai batana
Male : Jabse tujhe dekha dilko kahi aaram nahi Mere hotho pe ek tere siva koi naam nahi
Female : Apna bhi haal tumhare jaisa hai saajan Bas yaad tujhe karte hai aur koi kaam nahi
Male : Ban gaya hu main.. tera deewana Dheere-dheere se dil ko churana
Female : Tune bhi aksar mujh ko jagaya raato me Aur nind churaai mithi-mithi baato me
Female : Dheere-dheere se meri zindagi me aana Dheere-dheere se dil ko churana
Male : Tune bhi beshak mujh ko kitna tadapaya Phir bhi teri har ek ada pe pyar aaya
Male : Aaja-aaja… ab kaisa sharmana Dheere-dheere se dil ko churana
Female : Dheere-dheere se meri zindagi me aana Dheere-dheere se dil ko churana
Male : Tum se pyar hame hai kitana..jan-e- janaTum se milakar tum ko hai batana
Female : Dheere-dheere se meri zindagi me aana
Male : Dheere-dheere se dilko churana
⚪⚪⚪⚪⚪⚪⚪⚪⚪⚪⚪⚪⚪⚪⚪
More : Song Lyrics Aashiqui Movie.
1.Main Duniya Bhula Dunga Song Lyrics
2.Mera Dil Tere Liye Dhadkta Hai
3.Dil Ka Aalam Song Lyrics
4.Ek Sanam Chahiye Aashiqui Ke Liye
Female Song Lyrics
5.Sanso Ki Jarurat Hai Jaise Song Lyrics
6.Tuu Meri Zindagi Hain Song Lyrics
Song Lyrics : Dheere Dheere Se Meri Zindagi Mein Aana


